
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar haiMaine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai Usne kaha kon Tumhein hai boht AzizMai NE kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai Usne kaha konsa Tohfa hai pasand?Mai NE kaha Wo Shaama Jo AB tak Udhaar haiUsane kaha sath kahan tak Nibhao GE?Mai NE kaha jitni ye Saanson ki Taar haiUsne kaha Mujh ko Yaqeen aaye kis tarah? Mai NE kaha Mera Naam hi Aitbaar hai
No comments:
Post a Comment